Jana Hai Karbobala
Karbala, Karbala
Karbala, Karbala
Karbala, Karbala
Dil Sadaein De Raha Hai Hai Labo Par Ye Dua
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Kiun Faqat Ik Baar Jane Ka Kahu Mein Apse
Har Baras Jana Rahu Tarap Bhi Baqi Rahay
Karbala Jaa Kr Dil Nahi Bhar Paye Ga
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Hai meri Ankho ne Dekha Karbala Jo Bhi Gaya
Lout Kar Zawar Jo Karbala Se aa Gaya
Ankh Se Anso Bahay Thay Thi Labo Par Ye sada
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Apka Khadim Hoon Mola Apka Banda Hoon Mein
Karbala janay Ki Khatir jab Talak Zinda Hoon Mein
Apko Deta Rahunga Syeda Ka Wasta
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Dil Tarap jaata hain Unka Karbala ke naam Par
Ab Talak Karbobala Ja Nahi Paaya Magar
Kia Tarap hai Zairo Ki Janta Haai Dil Mera
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Har BAras Jana Hai Mola Ab Mujhay Karbobala
Dil Mein Karbobala Or Ankh Mein Anso Liye
Arbaeen Par Jo Najaf Se Karbala Jo Pedal Chalay
_____________________________________
Kalam Title : Jana Hai Karbobala
Reciter : Abbas Mehdi
Poet : Zeeshan Abidi
#janahaikarbobala #abbasmehdi
#arbaeenwalk #newnohay #karbala