Bus Ali Sardar Lyrics - Farhan Ali Waris Noha 2023 / 1445




Bus Ali Sardar

Ali Ali Ali Ali Ali Janum
Ali Ali Ali Ali Ali Janum
Ali Ali Ali Ali Ali Janum
Ali Ali Ali Ali Ali Janum
Ashhadu ana Aliyun Wali-ullah
Ashhadu ana Aliyan Hujja tullah

Tera Ali Mera Ali Rab ka Wali Haider Karrar
Noor Jali Nafs Nabi Mola Ali Haider Karrar
ishq e Ali jis ko Milla usna ** Shah-e-Mraddan Ali
Shair-e-yazdaan Ali Jaan Ali Jaan Ali Nara Ali jisna Marra uska Hua bedda paar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar

Bolay Malung Saraay
Maula Ali Kay piyaray 
Meray Moula Kay jesa koi nhi
Deta Sardar Ali 
Kul ka Mukhtar Ali
Koi Ali sa Hai Lao Kahi

Shah-e-Mraddan Ali
Shair-e-yazdaan Ali Jaan
Hum Hain mallang e Ali hum Na Tum uljho yar

Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar

Jab BHI maidaan main Aya
 aesa maidaan pa Chaya
Sar Kahi pa phaika badan or Kahi
Kesay Marhab ko maara
Antar ka sar uttara
Thar Thar Thar kanmpay fallak or zameen

Shah-e-Mraddan Ali
Shair-e-yazdaan Ali Jaan
Hum Hain mallang e Ali hum Na Tum uljho yar
Sar sar krti kufarron pa chalti rhi Zulfiqar

Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar

Itna bulland Hai Ali (2)
Muskilain bhaganay Walla
Bighdi ko bnanay Wala
Rasta dikhanay Wala Hai
Har Dil chanay Wala Hai

Shah-e-Mraddan Ali
Shair-e-yazdaan Ali 
Shah e mardaan shair e yazdaan Quwat e Parwardigaar

Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar

Pathar pa Alam Gada
Khyber ka dar ukhada
Suraj  paltaya Badi Shan se
Jab Chali Teig e Ali
Heybat se bagay Shaqi
Jo bhi takraya gaya Jaan Se

Shah-e-Mraddan Ali
Shair-e-yazdaan Ali Jaan Ali
Karti thi Talwar Ali ki Ek Bande ke tukde char

Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali

Hijab e kibriyaye
Usi ki Hai khudai
Sitaron se bhi aage Hai Ali ki Badshahhi
Ali ka hai ek Hai dar
Jahan pe sar jhuka Kar
Bane Salman buzaar
Bane Sare kalandar
Nahin dekha nigahon ne
Koi banda Ali jaisa
Shab e Hijrat Jo so jaaye
To lagta Hai Nabi jaisa
Abu Talib ka beta
Ali Sohar zahra ka
Ali Hasnain ka baba
Ali kambar ka aaka
 Ali ham sabka Hai Maula

Shah-e-Mraddan Ali
Shair-e-yazdaan Ali Jaan Ali
Palano ke member per yah kah kar gaye hain Sarkar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar

Zikre Ali ibadat
Madhe Ali tilawat
Duniya Se mazhro Farhan bolay
Tera bhi Ali Waris Mera bhi Ali Waris
Dil Jo bataye Woh Imaan Bole

Shah-e-Mraddan Ali
Shair-e-yazdaan Ali Jaan Ali
Khud Se Kya Apna Rishta Hai jisko Hai isase inkar

Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Ali Ali Ali Ali Ali Ali
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar
Buss Ali Ali Sardar Sardar


#farhanaliwaris  #busalisardar #noha #nohay  

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.