Lyrics
Salam Maah e Aza
Salaam mahe muharram salaam mahe aza Hussainiyo'n ke dilo'n se nikal rahi hai sadaSalaam mahe muharram salaam mahe aza Jo dekha chand muharram ka ansuwo'n ne kahaSalaam mahe muharram salaam mahe aza
Tu aisa din hai ke ham jujhse pyar kyu na kare'nHussain waale tera intezaar kyu na kare'nTu leke aata hai toote hue dilo'n ki dawaSalaam mahe muharram salaam mahe aza
Kashish hai kaunsi tujhme ye bas khuda jaaneHai dard kaunsa tujhme ye fatima jaaneRulane lagta hai logo'n ko bas khayaal teraSalaam mahe muharram salaam mahe aza
husainiyon ki chhato'n par siyaah parcham hai'ngali gali me Azadar mahwe matam hai'nye kah ke charo taraf bich raha hai farsh e aza
Kahi'n pe taziya khane saja rahe hai'n logKahi'n pe farsh aza ka bichha rahe hai'n logKahi'n laga ke sabeele'n ye de rahe hai'n sadaSalaam mahe muharram salaam mahe aza
Har ek zayif har ek naujawan har bachchaImam baro'n me farshe aza pe jab pohnchaTarap ke kehne laga ya shaheede karbobalaSalaam mahe muharram salaam mahe aza
Barha ke choodiya'n royi'n hamari maa bahne'nGhareeb e fatima zahra se ye lagi'n kehneHussain apke ghampar hamari jaan fidaSalaam mahe muharram salaam mahe aza
Zamana isliye waiz salam karta haitu aake maqsade zainab ko aam karta haisikha ke jata hai bahno'n ko bhaiyo'n se wafa
Hilal e mah e moharram ko dekh kar aksar Ye rokey kehte hai oswaqt waiz o akbar Odha ne lagte hai jub apni bacchiyon ko rida
Salam Maah e AzaSalam farshe azaSalam haq ki sadaSalam karbobala (2)
Ey karbala ke shaheedoN salam ho tumparEy din e haq ke jiyalo salam ho tum parEy teen roz ke pyaso salam ho tumpar 2Salam unpey jo zakhmo say choor choor hueSalam upne jo apne lahu mai doob gayeSalam os pay jo pamal hogaya run maiVo phool bikhra pada tha jo ja ba ja run mai
Salam uspay ke jiska jigar hua zakhmiLaeeN ne jiske kaleje mai tod di barchiSalam os pay ke jiske qalan hue shaaneyJisey farat pay mara hai fauj e ada neSalam ho mera os bezan bacche parJo apna dard bata bhi nhi saka rokarSalam os pay badan jiska chak chak huaRula rula ke laeeno ne jisko qatl kiaSalam os pay kai din jisey kafan na milaTha jis ghareeb ka be goro bekafan lasha Ey shah e mashraqainNabi ke noor e ainEy fatema ke chainSalam Ya Hussain
Next Post:
Salam Maah e Aza
Salaam mahe muharram salaam mahe aza
Hussainiyo'n ke dilo'n se nikal rahi hai sada
Salaam mahe muharram salaam mahe aza
Jo dekha chand muharram ka ansuwo'n ne kaha
Salaam mahe muharram salaam mahe aza
Tu aisa din hai ke ham jujhse pyar kyu na kare'n
Hussain waale tera intezaar kyu na kare'n
Tu leke aata hai toote hue dilo'n ki dawa
Salaam mahe muharram salaam mahe aza
Kashish hai kaunsi tujhme ye bas khuda jaane
Hai dard kaunsa tujhme ye fatima jaane
Rulane lagta hai logo'n ko bas khayaal tera
Salaam mahe muharram salaam mahe aza
husainiyon ki chhato'n par siyaah parcham hai'n
gali gali me Azadar mahwe matam hai'n
ye kah ke charo taraf bich raha hai farsh e aza
Kahi'n pe taziya khane saja rahe hai'n log
Kahi'n pe farsh aza ka bichha rahe hai'n log
Kahi'n laga ke sabeele'n ye de rahe hai'n sada
Salaam mahe muharram salaam mahe aza
Har ek zayif har ek naujawan har bachcha
Imam baro'n me farshe aza pe jab pohncha
Tarap ke kehne laga ya shaheede karbobala
Salaam mahe muharram salaam mahe aza
Barha ke choodiya'n royi'n hamari maa bahne'n
Ghareeb e fatima zahra se ye lagi'n kehne
Hussain apke ghampar hamari jaan fida
Salaam mahe muharram salaam mahe aza
Zamana isliye waiz salam karta hai
tu aake maqsade zainab ko aam karta hai
sikha ke jata hai bahno'n ko bhaiyo'n se wafa
Hilal e mah e moharram ko dekh kar aksar
Ye rokey kehte hai oswaqt waiz o akbar
Odha ne lagte hai jub apni bacchiyon ko rida
Salam Maah e Aza
Salam farshe aza
Salam haq ki sada
Salam karbobala (2)
Ey karbala ke shaheedoN salam ho tumpar
Ey din e haq ke jiyalo salam ho tum par
Ey teen roz ke pyaso salam ho tumpar 2
Salam unpey jo zakhmo say choor choor hue
Salam upne jo apne lahu mai doob gaye
Salam os pay jo pamal hogaya run mai
Vo phool bikhra pada tha jo ja ba ja run mai
Salam uspay ke jiska jigar hua zakhmi
LaeeN ne jiske kaleje mai tod di barchi
Salam os pay ke jiske qalan hue shaaney
Jisey farat pay mara hai fauj e ada ne
Salam ho mera os bezan bacche par
Jo apna dard bata bhi nhi saka rokar
Salam os pay badan jiska chak chak hua
Rula rula ke laeeno ne jisko qatl kia
Salam os pay kai din jisey kafan na mila
Tha jis ghareeb ka be goro bekafan lasha
Ey shah e mashraqain
Nabi ke noor e ain
Ey fatema ke chain
Salam Ya Hussain