"Noha Lyrics"
Hussain Hussain (a.s)
Meray Hathoon main hai nalain Hussain ibn Ali(a.s)
Meray Moula Meri dastaar sambhaly huay Hai
Hussain (a.s)
Salam Hussainiyo Ya Ali madad aao sab mil Kay kahay
Hussain Hussain Hussain Hussain
Dil Tera Jaan Teri saara zamanay teraa
Teri trha Hai sakhiii saara Gharana Tera
Teray liye Mera Jeena Mera marna Mera dhadkan Mera tanman
Wallah main tera Ashiq Hu Moula
Saans Leta Hu tou atti Hai yeh Har waqt Sadda
Hussain murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
Tu Agar chahay tou qatray ko samandar Kar DE
Da Jo parwaaz tou shehbaaz Qalander Kar DE
Bun Kay Hur Ayee Jo Aik Baar Teri chaukhat par
De Kay rumaal muqadar ka Sikandar Kar DE
Tu Badshah
Tu Hal Atta
Tu Rehnuma
Jis pa Karam Tu Na Kiya deta raha buss Woh Sadda
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
Har azaddar kay Dil main hai muhabbat Teri
Chudhaa sadiyoon sa musalsal Hai hukumat Teri
Is khayanat sa bharii dunya main annsuu bun Kar
Meri ankhoon main hai mehfooz Amanat Teri
Hai moujizaa yeh silsila ****
Teri Qasam teray liye seenon pa Matam sa likha
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
Jab Azadaar koi karb-o-bla jata hai
Tou shehenshahoon ka darbaar nazar Atta Hai
Lout Atta Hai Jo ghazi sa Duain le Kar
Khush naseebi Hai Kay Woh zawar kehlata Hai
Shah-e-Umam Rahay yeh gham qadam qadam
Kehta Hai zawar tera pehnay huay shaan-e-Azaa
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
Haan Chalo Haan Chalo janib-e-karb-o-bla
Haan Chalo Haan Chalo janib-e-karb-o-bla
Hussain waloon Chalo
Pohanch Kay karb-o-bla Allam uthaye huay
Kahey gay Wallah
Salam Hussain
Salam Hussain
Salam Hussain (a.s)
Ya Abba-Abdillah
Thay sahabi Tery ansaar BHI Subhan Allah
Jaan nisaar aesay Kay kirdaar BHI Subhan Allah
Sab hi bay misil Thay Alla Thay wafadaari main
Zulfiqar or tera rehwaar BHI SubhanAllah
Sab ka naara Hai Hussain
Tu hamara Hai Hussain
Tu Na rakha Jo Qadam Bol uthi karb-o-bla
Hussain murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Maula Syedi Hussain (a.s)
Hussain Hussain Hussain Hussain
Har Baar lahu Sarwar Matam main Baha tha
Par Kam Na Hua jisam main badhta hi Gaya
Sar taab Khoon main Atta Hu Naha Kar
Par Maa Meri kehti Hai Meray laal Zarra or
Maa Hussaini ho tou yeh Naam asar karta Hai
Ishq bun jata Hai nasloon main Safar karta Hai
Sab ki qismat main nhi Teri faqeeri Moula
Tera ho jata Hai Tu jis pa nazar karta Hai
Yeh karwan Hai rawan
Qoum ka har jawan de Raha Hai bayan hum Rahay ya Na Rahay
Ghonjay yeh narra
Hussain murshid Ya Mola Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Mola Syedi Hussain (a.s)
murshid Ya Mola Syedi Hussain (a.s)
Hussain jaan-e-Mun Quran-e-mun
Hussain Deen manusto manum ghulam-e-Hussain
Hussain jaan-e-Mun Quran-e-mun
Hussain Deen manusto manum ghulam-e-Hussain
Hussain Hussain imam Hussain Jaan Hussain
Wali-ullah
Hussain Hussain imam Hussain sarrah-Allah
Har Dil ki Sadda Hai
Ayelaan Willa Hai
Huq waloon ki munzil buss karb-o-bla Hai
Lutta Kay sar katta Kay sar Tu chaa Gaya zamanay par ajj yahi Sara Jahan kehta Hai
Hussain
Har Dil main Hussain rehta Hai
Har Dil main Hussain rehta Hai
Har Dil main Hussain rehta Hai
Woh jis Kay haath main saara Jahan bund Raha
Hamesha oohj pa rehna usay pasand Raha
Sawar doosh payam Kabhi sar naiza
Mera Hussain Jahan BHI Raha buland hi Raha
Aoo Zeeshan or Irfan azza mil Kay detay Hain sadda
Ayee bulandiyoon ka Badshah Tu Kamal Hai lazawal Hai Bay misaal Hai
Hussain Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain (a.s)
#nohaimamhussain #irfanhaider #nohay2023